Jaane Tu Ya Jaane Na - Nazrein Milaana Nazrein Churaana Churana - Imran Khan
Email This Post
| 136 views
Lyrics:
dil kabhi ganda
kabhi hai nek banda
dil ka bharosa
kaise koi kare
dil kabhi thanda
kabhi hai atom-bomb sa
yeh dhamaka
kaise koi sahe
dil ki yahi khata hai
dil ko nahin pata hai
dil ki yahi khata hai
dil ko nahin pata hai
ke dil chahta hai kya
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana
neeyat to dil ki hamesha hi sahi thi
dil ka iraada bhi samjho naek tha
fitrat aawara to kya kare bechara
usko ho jaaye dil jisko dekhta
din mein to dil sataaye
raaton mein dil jagaaye
arre chaahta hai kya
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana
aankhon mein koi hai basa
jaane kyun lage yeh dil khali
jaane na kyun yeh dil baja raha
ek haath se taali
hothhon se jaane kya kaha
phir bhi dil ki baat hai dil mein
yeh raha tera humsafar
kisko dhoonde dil ki mehfil mein
jaan hai phansi, kaise na hansi
aaye haale dil pe!
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana
nazrein milana
nazrein churana
kahin pe nigaahein
kahin pe nishaana

Welcome to the largest Very High Quality (HQ) Videos and Lyrics Site. Here you will find all latest singers with their new songs and albums. Have fun! Upcoming sub-domains: Disney Cartoons, Download Free Ringtones, Wallpapers, Pictures, Movie Clips, WWE Wrestling Clips or full videos, etc.


This post has no comment.